Kya
Aap Sach Me Is News Ko Jaante Hai? yeh Janne ke liye mai Aakash Sharma Pesh
Karta hu yeh Post. Microsoft’s Bing trends quiz ek Microsoft ki peshkash hai
jisme aapko Knowlegdge ko increase karne ke liy ek quit test hota hai. Bing
trends quiz me aapse koi bhi 10 question Puchhe jayege aur question hoge
pichhle week ke top trends me se agar aap bilkul accuratr answer dete hai to
bing trends quiz me aapko milega full score.
Dosto
general knowledge aaj ke time ke liye ek important part ban gya hai aur general
knowledge usi ki he strong rehti hai jo top stories aur trends ke touch me
rehta hai. Isiliye Microsoft ne is quiz ko aayozit kiya hai taaki log latest
stories aur top news me intrest le. Is weekly quiz ko khelne ke liye aapko kam
se kam ek week ka wait karna hoga aur us week
ki top news se he aapko question diye jaayege isliye is quiz me high
score lene ke liye aapko bing ke top stories ke touch me rehna hoga. Practice makes
man perfect isliy agar aap first time low score achieve kare to niraash mat ho
bus next time ke liye ready ho jaaye. Aapko bta de ki yeh peshkash naki apki
knowledge bdhaiyegi balki sath he sath aapko aapke competition ke liye important
question learn karne ka mauka degi.
Aisi
bahut see quiz website hai jo apko question and answer dete hai lekin usme koi interest
nahi hota kyuki unko aap kabhi bhi khel sakte hai lekin isko khelne ke liye
aapko pure one week ka wait karna hoga jisse aapka excitement aur jyada duguna
ho jayega. Agar aapka is quiz se juda koi bhi savaal ya javaab ho to aap niche
diye gaye comment box me apna comment kar sakte hai aapke feedback sadar
aamantrit hai.
Must Read :- Free Mai Paise Kaise Kamaye Janne ke liye Click Kare
agar aap entertainment, culture, technology, and kisi or news categories ko daily basis pe follow karte hai to, yeh quiz ek best way hai jisse pta chalega ki aap un top trends news story ko kitne time tak yaad rakhte hai. kuch time pehle maine bhi us bing trends quiz ko khela tha lekin, mujhe bahut low score mila kyuki meri kuch khaas knowlegdge nahi thi trends se judi. In factly me 10 me se keval ek he answer correct de paya, aur bing ne mujhe btaya ki aapka ye week kuch khas nahi hai. Fir bing ne mujhe apne latest trends se joda taki me top stories ke touch me rahu.
Bing trends quiz ko kaise khele iske kuch steps niche diye gaye hai.
Steps
1. Sabse Pelhe Bing.com ke US page pe Jaye.
2. Uske Baad Carousel Ko ^ ke icon pe click karke open kare.
3. Navigate Karne pe aap "Bing Weekly Quiz" Ka option dekhege.
4. Uske baad uspe tap karke click kare aur Weekly Bing Trivia ka luft uthaye.
Aapne Bing Trends Quiz me Kaisa Score Kiya Hume Jarur btaye.